Number of questions -- 003

Shia maslak me 10 Muharram ko Eid ya khushi ke taur par roza rakhna munasib nahi samjha jata. Haan, kuch ulama “faqa” rakhne ko kehte hain yani Asr tak bina niyyat-e-roza bhooka pyasa rehna taa ke gham-e-Imam Hussainؑ ka izhar ho.

Mana nahi hai, lekin kai momineen Karbala ki pyas ko yaad karte hue kam paani peete hain ya logon ko paani pilate hain.

  • Imam Hussainؑ par girya karna
  • Majlis me shirkat
  • Matam aur azadari
  • Ziyarat-e-Ashura padhna